SMSJOKES

       SMS Jokes & Text Messages

Ghazal SMS

Koi Raha Ni Ab Hamara

Khalie Hai Jam Phir Be Peya Ja Raha Ho

 
Tanha Ho Is Duniya Ma Phir Be Jiya Ja Raha Ho

 
Koi Raha Ni Ab Hamara

 
Phir Be Kese Ke Muskrhat Ka Liya Mout Ka Intezar Keya Ja Raha Ho..!

 

Zamane Sa Hara Ho Apni Taqdeer Par Ga Raha Ho

Zamane Sa Hara Ho Apni Taqdeer Par Ga Raha Ho

 
Sawan Ma Barsat Zarore Hai

Mare Zindagi Ma App Zarore Hai

Tufaa Ma Kinara Zarore Hai

Humay App Ko Apnana Zarore Hai

Dobtay Ko Kinara Zarore Hai

App Ka Hum Sa Mil Jana Zarore Hai

Aaghaz Hai To Anjam Zarore Hai

Mera Kismet Ma App Ka Aana Zarore Hai

Taqdeer Ka Faisla Kya Ho! Magar

App Sa Bichar Kar Hamara Mar Jana Zarore Hai…!

 

---------------KABHE TO KARY GA TOBA------------------

Phr na jala chrag is tez howa ky bad"

Wafa na meli us ko meri wafa ky bad"

Sakht kaprun mein ye tera narm-o-nazaq badin"

Aik our khta hy teri us khta ky bad"

sangdil wo zalm phr bhy masoum hy"

kabhe to kary ga wo toba gnah ky bad"

Hazaron sajday karta mein teri mohabbt ko snam"

"Sham"jaz nay kisi ko sajda khuda kay bad"

 

--------Koi sham ghr bh raha kro--------------

Youheen by sabab na phra karo koi sham ghr bh raha karo''

wo ghzal ki sachhe katab hy usy cupky cupky phra karo''

Koi hath bh na malaye ga jo gale melo gay tapak say''

ye nay mazaj ka shahr hy zara fasle sy mela karo''

Abhe rah mein kaye mor han koi aye ga koi jaye ga''

tumhe jis nay dil say bhla dia usy bholny ki dua karo''

Mojhe ashthar si lagti han ye mohbton ki kahanyan''

Jo kaha nahen wo sona karo jo suna nahen wo kaha karo''

Kabhe hosun parda nashen bh ho zara Isqkana labas mein''

Jo mein ban sanwar ky chlon mery sath tum bh chla karo''

Nahen be hajab wo chand sa k nazr ka koi asar na ho''

Usy atni garme shuq sy bari deer tak na taka karo''

Ye khzan ki zard si shal mein jo udas payr hay''

Ye tumhary ghr ki bahar hay ousy aansoun se hara karo.

 

MERI*TARA*SY*KOI*USY*CAHATA *BH*HO

Ab tery mery bech zara fasla bh ho"
Ham log jab Melin to koi dosra bh ho"

Tu janta nai meri cahatsh ajeeb hay"
Moj ko mana raha hay kabhe khud khfa bh ho"

Tu bewafa nai magar be-wafai kar"
us ki nazar men rahny ka koch silsala bh ho"

C'hup chap us ko beth ky Daykhun tumam rat"
Jaga howa bh ho koi soya howa bh  ho"

Us ky leye tu mein ny yahan tak Duayn kien"§
Meri tarah sy koi uye cahata bh ho.

 
Page 3 of 35

Latest SMS

Feed

Subscribe for daily SMS in your Mail Box

Enter your email address:

Ads