Aakhir ek din shad karogay?
Mera ghar aabaad karogay?
Piyar ki
baaten'Visal ki raaten.
Yaad karogay yad karogay.
Kis dil se aabaad kiya
tha.
Kis dil ko bardaab karogay.
Mein ne apni qimat keh di.
Tum B kuch
irshad karogay?
Jab Mujhko chup lag jaye gi.
Phir tum B fariyad
karogay.
Or tumhain aata hi kya hai.
Koi sitam ijaad karogay.
Mere dil
may basne walo.
Tum Mujhko barbaad karogay.
Husn ko ruswa kar k maron
ga.
Aakhir tum kya yaad karogay
SMSJOKES
SMS Jokes & Text Messages
