Mar mitta hoon khayal par apne.
Wajd aata hai haal par apne.
Abhi mat
dijiyon jawab k Mein.
Jhoom to loon sawal par apne.
Umar bhar apni aarzu
ki hai.
Mar na jaon visaal par apne.
Ek ata hai Meri hawas nigahi.
Naz
kar khad-o-khaal par apne.
Jane is dam wo kis ka mumkin ho.
Bais mat
kar'Muhaal par apne.
Tu B aakhir kamal ko poncha.
Mast hoon Mein'Zawal par
apne.
Bas yunhi Mera gaal rakhne de.
Meri jaan! Aaj gaal par apne.
SMSJOKES
SMS Jokes & Text Messages
