Teri yaad Meri kitaab ho naye saal may.
Koi zakham phir se gulab ho naye saal
may.
Kaei barg-e-sabz B zard patton may urh gaye.
Gaye musamon ka hisaab
ho naye saal may.
Mein gubaar ban k khalaon may kahen ja chupon.
Meri yun
na matti kharaab ho naye saal may.
Kisi be nawa ki nawa sune koi
hukhumraan.
Kabi ye B kaar-e-sawab ho naye saal may.
Koi abar aa k baras
parhe Meri aankh se.
Kisi qehet ka na azzab ho naye saal may.
Mein na jee
sakoon ga haqiqaton k hisaar may.
Wahi khawab ho wahi khawab ho naye saal
may.
Zara "Baqi" Shah faqir pe B ho ek nazar.
Zara uska dil B gulab ho
naye saal may.
SMSJOKES
SMS Jokes & Text Messages
