SMSJOKES

       SMS Jokes & Text Messages

Love SMS

abiyat apni ghabraati hai

Tabiyat apni ghabraati hai sunsaan raton mein,
Hum aese mein teri yaadon ki chaadar taan lete hain.

 

 

kuch wakt lage ga

Shayer hain, yeh sochna hoga kese sab kuch kehna hai,
Dil ki baat labon tak laney mein kuch wakt lage ga…

 

Tammana main mila kar

Tou zakham-e-judaie ko tammana main mila kar
Khod apnay he haaton sai ye zeher piya kar

Takleef main ehsaas-e-mohobat ko dubo kar
Umeed ke kirno’n main tou rooz jiya kar

Read more...
 

Dard kam hone laga

Dard kam hone laga aao ke kuch raat kate
Gham ki miaad badha jaao ke kuch raat kate

Hijr mein aah-o-baka sa kuhan hai lekin
Aaj yeh rasm hi dohrao ke kuch raat kate

Read more...
 

Aaj fursat say

Karb chehray say mah-o saal ko dhoya jaaey,
Aaj fursat say kahin baith k roya jaaey,
Phir ksi nazm ki tamheed uthai jaaey,
Phir ksi jism ko lafzon me samoya jaaey,
Kuch to ho raat ki sarhad me utarnay ki saza,
Garm suraj ko samandar me daboya jaaey,
Itni jaldi to badaltay nhi hon gay chehray,
Gard aalood hain aaienon ko dhoya jaaey…

 
Page 7 of 58

Latest SMS

Feed

Subscribe for daily SMS in your Mail Box

Enter your email address:

Ads