SMSJOKES

       SMS Jokes & Text Messages

Love SMS

Aaj Ek dost ne kaha

Aaj Ek dost ne kaha tu shadi kis se karega ?
Maine kaha main shadi shuda hon ..
Kehne laga kon hai tera jeevan sathi ?
Maine kaha yadein hain kisi ki ..
Kehne laga kis ne parhaya tha nikah?
Maine kaha mustaqbil k khawabon ne ..
Wo bola kaisi guzar rhi hai zindagi ?
Main bolne hi wala tha k ankhon se aansu chalak pare ..
Wo bola use chor q nahi deta ?
Maine kaha haq-mehar meinapni zindagi likhi hui hai…..

 

Alag kab thhe ik manzil saiy

Alag kab thhe ik manzil saiy tumhari rah humari rah
Juri thhe aik bundhan saiy tumhari rah humari rah

Na phoolon main na khushboo main na moasum main talatum thha
Ajab bay khoaf lagti thhe tumhari rah humari rah

Read more...
 

K0i Waada

Kar0 Phir Se K0i Waada,, Kabhi Na Phir Bicharne Ka,,
.
.
Tumhein Kya Fark Parta Hai,,
Bicharne Mein,,
Mukarne Mein..!

 

Ab kar k kisi ore ka intezar daikhna

Ab kar k kisi ore ka intezar daikhna
Apnay humaray darmiyan deewar daikhna

Thhokra k aap nay humain achha sila diya
Hum thhay k hum nay chaha so bar daikhna

Read more...
 

Yon muhabbat se

Yon muhabbat se na hum khana badosh ko bala,
Itne sada hain k ghar bhar utha laen ge.

 
Page 9 of 58

Latest SMS

Feed

Subscribe for daily SMS in your Mail Box

Enter your email address:

Ads