SMSJOKES

       SMS Jokes & Text Messages

Aaj fursat say

Karb chehray say mah-o saal ko dhoya jaaey,
Aaj fursat say kahin baith k roya jaaey,
Phir ksi nazm ki tamheed uthai jaaey,
Phir ksi jism ko lafzon me samoya jaaey,
Kuch to ho raat ki sarhad me utarnay ki saza,
Garm suraj ko samandar me daboya jaaey,
Itni jaldi to badaltay nhi hon gay chehray,
Gard aalood hain aaienon ko dhoya jaaey…

 

Latest SMS

Feed

Subscribe for daily SMS in your Mail Box

Enter your email address:

Ads