Aamad e Qasim hoi hay mujtaba ki gaud me Khud hassan aye thay jaisey murtaza ki gaud me Bha gai qasim ki surat jab zameen k chand ko ye kaha yun saatwin me chaudwin ka chand ny hay pisar qasim hassan ka fatima ki gaud me Aisa lag raha k chaand agay hy chaand ki gaud me
Gulzar e shujat ki dil awaiz kali hy jano dil e hyder hy wali ibne wali hy Shabbir muhammad hyn agar waqt k apney Abbas e jari apney zamaney ka Ali hy
Seenay me jo abbas k kadmo ki dhamak hy Heabat in dhamak ki sir e aarsh talak hy Yeh keh k guzarta hy garajta huwa badal Bijli mairey Abbas k lehjay ki karak hy
aale nabi ka zikr tha jin wakiyaat main who wakiyaat miltey nahin hai Deeniyat main jin par fakeer bheek bhi mangtey nahn woh naam shamil hogaye islamiyat main
Sun le Ye Ghaur Se Waiiz Tu Kia, Tere Baap Ko Bhi Jaiye Wiladat E Ali Par Apne Sir Ko Jukana Parega
Hassan ko Badshah khas o Aam kehte hain Ali ka Naaib o Qaim Muqaam kehte hain Daleel aik hi kafi hai unki Azmat may unhe Hussain bhi apna Imam kehte hain
Zarurat Thi Talwaar Ki Na Aur Kisi Hathiyar Ki Sirf Ek Dua Thi Karbala Main Alamdaar Ki Fakat Mil Jaye Ijazat Aqa Hussain Sai To Yaad DilaDunga Jung Haider-e-Karrar Ki
|