Aye Jhoot Ke Fatwoon Ki Dukan Kholne Wale Farman-e-Payumber Ko Na Is Tarah Bhula De Hum Matam-e-Shabbir Se Ruk Jain Gay Aye Dost Shabbir-o-Shareeyat Main Zara Farq Bata De
Firown Ko Sedha Kabi Chalte Nahi Daikha
Girtay Huay Daikha Hay Sambhalty Nahi Daikha
ASGHAR Ki Tarah Maqsad e Islam Ki Khatir
Itna Kisi Bachay Ko Machalte Nahi Daikha.
Kala Kala Na Kar Zeada Waiz Jo Kehta hoo Ghaur Se Sunle Gar Aaj Gham e Hussain Me Na Roya To Kal Mehshar Me Girgirana parega
Humko Ali(as) Ke Ishq Ne Aala Banaadiya!!!! Qatra Tha Hussain(as) Ne Dariya Bana Diya!!!! Jab Maatami Libhaaz Kiya Humne Zeb-E-Tan!!!! Humko Gham-e-Hussain(as) Ne Kaaba Banadiya!!!
Mujhe Ali Ki Zarorat Hai Her Kadam Ya Rab Mujhe Ali K Sewa Koi Aasraa He Nahi
Bataiye Kis Tarha Jannat Main Aap Jain Gain Dar-e-Ali K Sewa Koi Raasta He Nahi
Abhi tou zulm ka qissa tamaam hona hay. Hussainiat ko abhi gaam gaam hona hay. Jo ho raha hay sitam uski shaam hona hay. Karo na fikr Zahoor-e-Imam hona hay.
Kabbah Ali(a.s) k faiz se gulzaar ban gaya. but khanay se jo badla bawaqar ban gay... Kabba Ali(a.s) ka shukir manay k wastay... kala libass pahn k azadar hogaya...
|