Zardari ka Farman,
Subse pehlay sadar-e-Pakistan,
Mulk ko bana do Qabristan,
Khatam karo musalman,
Dollar hai apna Eman,
Or Bush hai Abba jaan,
1 Zardari ko dekha to aisa laga
Jese khana kharab,
Jese total azaab,
Jesey Aadi faqeer,
Jesay murda zameer,
Jese Naasoor ho koii sartaa howaa,
Ek zardari ko dekha to aisa laga,
Jese bijli ka taar
Jese khanjar ki dhaar,
Jesey dozakh ki aag,
Jesey zehrila naag,
Jese garmi ki dhoop
Jese shetan ka roop.