SMS Jokes & Text Messages
Zarorat parh na jae ehtabar e zaat ki khatar, Bacha kar pass apne bhi koi mohjaza rakhain.
Zabat se ehad bhand rakha tha, Aur phir bhi bikhar gae ansu.
Be Khloos Logun se Ijtenaab karna hai Mujhe apne Rishtun ka Ehtesaab karna hai Usay Bhool jana hai ya Usay Yad Rakhna hai Dukh to Aik jesay hain, bas Intekhaab karna hai
Chala Gaya Mujhay Chor Kar Wohi Aaj Tak Mere Saath Hai Mera Nam Tak Jo Na Lay Saka Jo Mujhay Qarar Na Day Saka
Jissay Ikhtiyaar Tau Tha Magar Mujhay Apna Pyar Na Day Saka Wohi Shakhs Meri Talassh Hai Wohi Dard Mera Hayaat Hai
Jo Chala Gaya Mujhay Chor Kar Wohi Aaj Tak Meray Saath Hai…
Bethy bethy akser main gum ho jaata hon Ab main main nahin rehta tum ho jaata hon
Khuli jb se aankh to is soch main gum hon, kaisay beetay ga ik or din us k baghair…!
Subscribe for daily SMS in your Mail Box Enter your email address:
Enter your email address: