Suba k takhat nashin sham ko Mujram tahray.
Hum na pal bar main Nasboon ko
badlatay dakha.
Umer bhar tanhai ka hissa rahy,
ye na poch k kesy zinda rahy,
un
se keh do k her ek se na mila kary,
wo agar mera hai to sirf mera rahy.
Use Kaho meri Saza mein Kuch kami kar de,
Kisi ko toot k chahna koi Jurm
to nhi,
Q deta ha wo har bat pa dukh,
Mare Pehlo mein B Dil ha koi
Pathr to nhi...!
"Koi muntazir hy us ka kitni shidat say
"FARAZ"
Wo janta hy mgr
unjan bna rhta hy. . . . . . .
Wo bar bar mujhe aazmata raha,
Mashal-e-shamma wo jalata raha,
Dost bhi
kaha usne mujhe,
Magar dushmano ki tarha tarpata raha,
Ungli pakar kar
aksar andhere raste mein,
Wo bar bar mujhko girata raha,
Aisi bhi bhala
kya dosti saghar,
Mein rota raha woh muskarata raha.
Dar-o-Dewaar sy hasrat si barasti hy
Faraz,
jany kis dais chaly gay
pyaar nibany waly.