SMSJOKES

       SMS Jokes & Text Messages

Sad SMS

Meri ZINDAGI.!---------------

  Meri  ZINDAGI.!
    Mujhay yeh bata
    Mujhay bhool kar
    Tujhe kya mila.

    Meri hasratoon
    Ka hisab day,
    Dil toor kar,
    Tujhe kya mila

    Tere 4 din k
    Pyar se mujhe,
    Umar bhar ka
    Ghum mila

    Me toot kar
    Bhikhar gye,
    Mujhe toor kar
    Tujhe kia mila...?

 

----------faisla karny kay bad-----------------

Barh gai uljhany,rabta krne ke bad,
Khud se b shikwa rha,
us se gila krne ke bad,

Is se barh kr or kya hum pr sitam hoga yahan
Mashwra manga hy us ne faisla krny ke bad.

 

---------Judai---Moot hoti hay----------

Sono JANA
Judai mout hoti hay.
Kabhi fursit maly to dakhna patoon ka girna tum.
Kah jab yah shajir say gir kar zameen pay aan partay hain.
To kasay ronday jatay hain.
Thathirte raat kay khamoosh lamhoon main.
Kasi bay bas ,akali,ba wafa khamoosh larki ki....
Kabhi tum siskiyaan sonna.
Kabhi qataar say bachri hoi konjoon kay nohay par
Nagah kirna.
Kah kasay aik dojay ki judai par
Tarip kar baan kirti hain.
Kabhi rikhsit kay lamhoon main kisi ki ankh say
Laraktay howay
Ansoon ko dakhoo gay
To shaid jaan paaoo gay
Judai moot hoti hay
Abhi tum nay mohabit kay baristay bheegaty musam naheen dakhay.
Abhi tum tatliyoon kay rang mothi main chopatay ho.
Abhi tum muskratay ho.
Soono JANA
Kabhi jo zindgi nay ajnabi waraan rahoon pay.
Tumhari yah hansi chani.
To phir ansoon bahaoo gay.
Tum atna jaan jao gay.
Judai..... Moot hoti hay

 

Aankho Sa Nikal Aty Hai Anso

Aankho Sa Nikal Aty Hai Anso Yah Sun Kar

 

 Wo Hamare MUHABBAT Ko Ab Tak Dosti Samajta Hai…!

 

Hum Muhabbat Kase Or Ke Hai

Pechan Saka Na Hamare Chahat Ko Hamee Sa Gila Kar Gaya

 
Kehta Ha Muhabbat Na Kro Hum Sa Hum Muhabbat Kase Or Ke Hai…!

 

Dewana Bnna Gaye Wo Apni Nazroo Sa

Dewana Bnna Gaye Wo Apni Nazroo Sa

 "BUTT"
Hum Us Din Sa Ghayal Ahi Un Ka Pyar Ma…!

 
Page 6 of 32

Latest SMS

Feed

Subscribe for daily SMS in your Mail Box

Enter your email address:

Ads