SMSJOKES

       SMS Jokes & Text Messages

Woh mera tha

"Hoon to khafa us se"


Par jane phir bhi kyun"


"Na chaah kar bhi usko chahna acha lagta hai"


"Haqeeqat se hoon door"


"ye mujh ko hai pata"


Par jaan k anjaan rehna acha lagta hai"


"Qaahil nahi HUM rone k phir bhi kabhi kabhi"


"Tanhaai m kuch dair rona acha lagta hai"


"Woh mera tha,
Woh mera hai,
Woh mera rahe ga"


"Kuch pal is khowab me aa jana acha lagta hai".

 

Latest SMS

Feed

Subscribe for daily SMS in your Mail Box

Enter your email address:

Ads